Album/Movie:Chalte Chalte
Scene/Song: Chalte Chalte
Artist(s): Alka Yagnik and Abhijeet
Lyrics:
abhi: huN uN huN huN huN
pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye
chalte chalte kaise ye faasle ho gaye
kyaa pataa, kahaaN ham chale
oo roo oo ruu..
huN uN huN huN huN
pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye
chalte chalte kaise ye faasle ho gaye
uN uN uN uN, ho ho ho
kyaa pataa, kahaaN ham chale
al: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye
chalte chalte kaise ye faasle ho gaye
uN uN uN uN, ho ho ho
kyaa pataa, kahaaN ham chale
chorus: ho ho ho, ho ho ho
al: duniyaa jo poochhe to kyaa ham kahen, koi ye hamko samjhaa de
Thes lagi to pal mein TooT gaye, sheeshe ke the kyaa sab vaade
abhi: jaataa hai koi kyuN sapnoN ko Thukraa ke
paayegaa ye dil kyaa kisi ko bataa ke
chalte chalte raakh ham bin jale ho gaye
al: uN uN uN uN ho ho ho
bujh gaye, diye pyaar ke
abhi: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
al: Dooub gayaa hai jaise dard mein dil, aaNsoo bhari hain ab aaNkhen
abhi: tanhaaiyoN ki jo rut aa gayee ujDi huyee hain sab raahen
al: sochaa thaa paayenge donoN ik manzil ko
abhi: raahen jo badlin to tum hi bataa do
chalte chalte gum kahaaN qaafile ho gaye
al: uN uN uN uN ho ho ho
kho gaye, kahaaN raaste
abhi: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye
chalte chalte kaise ye faasle ho gaye
abhi: huN huN huN huN ho o o
kyaa pataa, kahaaN ham chale
al: huN..
kyaa pataa, kahaaN ham chale
Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye
Doob gaya hai jaise dard mein dil
Aansu bhari hain ab aankhein
Tanhaaiyon ki jo rut aa gayi
Ujdi hui hain sab raahein
Socha tha paayenge dono ek manzil ko
Raahein jo badli to tum hi bata do
Chalte chalte gum kahan kaafle ho gaye
Hm mm mm oh, kho gaye kahan raaste
Pyaar humko bhi hai, pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye
Bewafa hum nahin, bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye
Hm hm hm ho, kya pata kahan hum chale
Hm, kya pata kahan hum chale
Video Gallery
Video Library
- Abijeet
- Abrar Ul Haq
- Adnan Sami Khan
- Alka Yagnik
- Apache Indian
- Asha Bhosle
- Atif Aslam
- Baba Sehgal
- Bally Sagoo
- Daler Mehndi
- Debojit Saha
- Gurdas Maan
- Gurpreet Ghuggi
- Hadiqa Kiani
- Hans Raj Hans
- Harbajan Maan
- Himesh Reshammiya
- Javed Ali
- Lata Mangeshkar
- Mahendra Kapoor
- Mohammed Rafi
- Shaan
- Sonu Nigam
- Udit Naryan
