Album/Movie:Kabhi Alvida Na Kehna
Scene/Song:Kabhi Alvida Na Kehna
Artist(s):Abhijeet
Lyrics:
Tum ko bhi hai khabar,
Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa,
Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna Jitni thi khushiyaa,
Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi
Aasoo hai ki hai angarayi Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna
Rut aa rahi hai, Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra Sadiyon main hoga halka nahi,
Halka nahi Kaun jaane kya hona hai Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
Kushbo Kea Jokhea,
Ek Paal Taherkea,
Kesai Havaho Mea Kho Jatea Hai
Dilchusp Lamhea, Aksar Gujar Kea,
Kahbo Kai Jesea Ho Jatai Hai,
Ho Jata Hai Hum Kabhi Phir Mil Saktai Hai,
Tum Kabhi Alvida Na Kehna,
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Video Gallery
Video Library
- Abijeet
- Abrar Ul Haq
- Adnan Sami Khan
- Alka Yagnik
- Apache Indian
- Asha Bhosle
- Atif Aslam
- Baba Sehgal
- Bally Sagoo
- Daler Mehndi
- Debojit Saha
- Gurdas Maan
- Gurpreet Ghuggi
- Hadiqa Kiani
- Hans Raj Hans
- Harbajan Maan
- Himesh Reshammiya
- Javed Ali
- Lata Mangeshkar
- Mahendra Kapoor
- Mohammed Rafi
- Shaan
- Sonu Nigam
- Udit Naryan
